laptop par screen recording kese kare

laptop or pc par screen recording kese kare

aaj kal hum laptop par kuch aesa jante hai ki wo aur koi shayad hi jante ho hum apni baat agar kisi ko batye to unhe thik se pata nahi lage par agar  video ke dwara   unhe ache se smaj aa jaega islie hum video bana kar share kar sakte hai ab me apko direct step by step batunga

step 1

sabse pehle aap Quick Screen Recording  software download kare apne laptop me ye software jada mb ka nahi hai download karne ke baad open kare

step 2 

ab aap us setting ke option par click kare uske baad
aap isme sound recording bhi kar sakte hai aap jo speaker ka option dekh rahe hai waha se

step 3

ab aap full screen par click kare lekin aap fixed region par ya fir normal region par bhi kar sakte hai
uske baad aap OK par click kare

step 4
 

red button par click kake aap recording start kar sakte hai fir aap blue button par click karne se recording stop ho jaegi

step 5

agar aap arrow 7 dekhe to waha par Desktop set kar de fir file name avi hata kar kuch naam set kar de ab save par click kar de aapki video full and safe save ho chuki hai  ap aapki laptop me screen recording hogi

NOTE     aapki video destop menu par save ho jayegi fir aap video kahi par bhi save kar sakte hai

aagar ap ko koi paresani ho to aap comment kar sakte hai

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »