smartphone se screenshot keise le

smartphone se screenshot keise le

how to screenshot for android smartphone

aap jese koi documents internet par search karte hai.to use download to kar nahi sakte kiuki vo too text hota hai isliye aap schreenshot le sakte hai jise hamare gallery me ja ke dekh sakte hai.dekha jae to aapke screen par jo bhi hai uus screen ki puri image aa jaegi aapke phone me screenshot se.

screenshot keise lete hai android phone me

aap ko jis ki screenshot leni hai vo aap apne screen par le aae fir very easy  VOLUM DOWN + LOCK buttonko ek sath press kare.apki screenshot ho chuki hai. very simple.

kitna simple hai.android phone me screenshot lena.

Blog par logo set kese kare.

 blog ka logo kese lagye 

agar hamare pass blog hai to uska logo bhi hona cahiye  kiuki visitor ko aapki website achi honi chahye ager unko aapki wapsite good lgegi to apki website par jada visitor aaenge.

STEP 1

app apne blog me login kare  fir aap dashbord par jaye. waha aap (HEADER) ke niche edit par click kare.aab ek new page open hogi.

 STEP 2
ab jo new window open ho chuki hai. ab aap chose file par click fir instead of titel and description par click kare.ab aap  save   kar de aapka  logo set ho jaegi aap apni website par jakar dekh sakte hai.




aapko ye past achi lagi to jarur comment kare.

laptop par connect wifi ka password kese cheak kare

laptop par connect wifi ka password cheak kese kare

 aaj ke jamane par wifi to sab jante hai ur uski speed bhi wifi se hum fast net use kar sakte hai par uske liye hume wifi lagwana padega par ho sakta hai ki humare ghar ke aas pass ko wifi laga h kisi uur ke gahar to hum chala sakte hai par agar password laga ho to nahi agar vo hamare jaan pehchn ka ho to wo connect kar dega par btega nahi ho sakta hai ki connect hone ke baad password humse galti se forget ho gya to hum kya karengye isliye is  post me aap apne laptop par connect wifi ka password cheak kar sakte hai is post ko carefull read kare me post me images laga deta hu ki aap loogo ko koi dikkat na aae.

STEP  1

 apne laptop ke control panel par jaye.




STEP 2

control panel ke aander aap dekhenge ki network and internet uspe click karke under jye


STEP 3

aap imege me lift side par dekhe ki manage wireless netwarks par click kake jye

STEP 4
aap dekhengye ki aap ke laptop par jitne wifi connect hai un sab ke naam show karega.aapko jis bhi wifi ka password cheak karna hai uus par click kare.


STEP 5

aap dekhe to upar lift side connection or security par click kare connection ke niche wifi ka NAME SSID uur kuch show karega par aapko security par click karna hai.

STEP 6

security me niche SECURITY TYPE OR ENCRYPTION TYPE OR NETWORK SECURITY KEY hai uske niche SHOW CHARACTERS par click kare  ab aap dekhe apke password show ho gaya hoga


agar aapko koi problem  aa rahi ho to comment par batae

laptop par screen recording kese kare

laptop or pc par screen recording kese kare

aaj kal hum laptop par kuch aesa jante hai ki wo aur koi shayad hi jante ho hum apni baat agar kisi ko batye to unhe thik se pata nahi lage par agar  video ke dwara   unhe ache se smaj aa jaega islie hum video bana kar share kar sakte hai ab me apko direct step by step batunga

step 1

sabse pehle aap Quick Screen Recording  software download kare apne laptop me ye software jada mb ka nahi hai download karne ke baad open kare

step 2 

ab aap us setting ke option par click kare uske baad
aap isme sound recording bhi kar sakte hai aap jo speaker ka option dekh rahe hai waha se

step 3

ab aap full screen par click kare lekin aap fixed region par ya fir normal region par bhi kar sakte hai
uske baad aap OK par click kare

step 4
 

red button par click kake aap recording start kar sakte hai fir aap blue button par click karne se recording stop ho jaegi

step 5

agar aap arrow 7 dekhe to waha par Desktop set kar de fir file name avi hata kar kuch naam set kar de ab save par click kar de aapki video full and safe save ho chuki hai  ap aapki laptop me screen recording hogi

NOTE     aapki video destop menu par save ho jayegi fir aap video kahi par bhi save kar sakte hai

aagar ap ko koi paresani ho to aap comment kar sakte hai

How to change tamplate for my blogger

BLOGGER KI TAMPLATE CHANGE KESE KARE

Jo tamplate ham blogger banate hua lagate hai

wo itni good nahi hoti islie hum use change karte hai

jise hamari wabsite aalg lage

TAMPLATE  KAHA  SE DOWNLOAD  KARE

me apni blog ke liye  HELIX  tamplate aachi lagti hai

is tamplate ko download kar le uske baad  zip file ko extract
 kare.extract karne ke liye download helix par right click kare.



extract folder  ke ander ek   .xml  file ban jaygi. wo file aapki template hai.


BLOGGER   PAR   TAMPLETE   UPLOAD   KESE   KARE

BLOGGER PAR TAMPLATE UPLOAD KARNE KE LIYE apni blogger login karo apni wabsite me tamplate  par click karo

tamplate page par se "BACKUP/RESTORE" par click kare


ek box open hoga usmepurana tamplate ke liye download par click kare .
new tamplate ke liye chose file par click kare chose karne ke baad upload par click kare.kuch der baad apka tamplate upload ho jayga.
apki tamplate upload ho chuki hai. agar apko koi problem ho to aap muje comment kare.
Opera mini handler se free internet use kare airtel sim me

Opera mini handler se free internet use kare airtel sim me

opera mini handler se free kese use kare airtel sim se.

sabse pehle aap opera mini handler download kare uskebad install kare

step 1

            open karne ke baad niche remove port par click kare 

step 2

           fir aap ( no proxy ) par click kare fir (real host ) par click kare

step 3

           app no proxy ke niche ek option hoga us option par click karke waha likhe ( v.airtel.com ) ab aap niche save par click kare uakebad installing hogi fir aap ka net chalu ho jaega.

NOTE  :  aap ke pas airtel ki sim honi chahie with zero blance.