BLOGGER KI TAMPLATE CHANGE KESE KARE
Jo tamplate ham blogger banate hua lagate hai
wo itni good nahi hoti islie hum use change karte hai
jise hamari wabsite aalg lage
TAMPLATE KAHA SE DOWNLOAD KARE
me apni blog ke liye HELIX tamplate aachi lagti hai
is tamplate ko download kar le uske baad zip file ko extract
kare.extract karne ke liye download helix par right click kare.
extract folder ke ander ek .xml file ban jaygi. wo file aapki template hai.
BLOGGER PAR TAMPLETE UPLOAD KESE KARE
BLOGGER PAR TAMPLATE UPLOAD KARNE KE LIYE apni blogger login karo apni wabsite me tamplate par click karo
tamplate page par se "BACKUP/RESTORE" par click kare
ek box open hoga usmepurana tamplate ke liye download par click kare .
new tamplate ke liye chose file par click kare chose karne ke baad upload par click kare.kuch der baad apka tamplate upload ho jayga.
apki tamplate upload ho chuki hai. agar apko koi problem ho to aap muje comment kare.